Hi Friends,
Step-2. aap isme ek ek karke enrolment id, Full Name(naam me jo letter capital aur jo small hai uska pura dhyan rakhe aur jaha space ya dot ho use bhi likhna na bhule), pin code,upar diye gaye image se dekh kar text likhe jaise ki yaha 739403 hai, phir aapke paas jo mobile hai uska mob number likhe aur Get O.T.P(one time passwor) par click kare.
aaj mai aapko bataunga ki Aadhaar Card/ E Aadhaar kaise download karte hai.
iske liye aapke paas aadhaar card ki receiving(Enrolment id)/ Aadhaar card hona chahiye aur apke pas ek phone hona chahiye jis ke sim me kam se kam Rs-1 rupees hona chahiye.
Step-1. sabse pahle https://eaadhaar.uidai.gov.in/ par jae ya is link par click kare.
aapke saamne is tarah ka ek page open hoga |
Step-3. phir aapke mobile par ek message aaye ga usme jo 4 ya 6 digit ka O.T.P aayega use aaaaaaaaaaaaaaaaaaaenter O.T.P ke samne wale box me likhe phir Validate & Download par click kare.
congratulation aapka E aadhaar download ho chuka hai.
E aadhaar open karte time aapse ek password puchha jaega to aap usme apne area ka pin code likhna.
i think aaplogo ko meri ye post pasand aaee hogi so please like & subscribe our boggle/ wapsite.
agar aapko aur kuchh bhi puchhna hai to aap comment box me puchh sakte hai.